Is Shane Karam Ka – Salman Ali – Episode 15 – Indian Idol 10 (2018) – Video & Lyrics

Is Shane Karam Ka – Salman Ali – Episode 15 – Indian Idol 10 (2018) – Video

Is Shane Karam Ka Lyrics :

Aa Aa Aa Aa Aa…
Navazta Hai Jo Sabko
Vo Dil Navaaz Hai Tu
Niyaaz-Mand Har Sab
Aur Baniyaaz Hai Tu
Zamaane Bhar Ke Banata Hai
Saare Bigade Kaam
Karim Saare Zamane Ka
Karsaaz Hai Tu
.
Is Shane Karam Ka
Kya Kehna
Is Shane Karam Ka
Kya Kehna
Dar Pe Jo Swaali Aate Hain
Is Shane Karam Ka
Kya Kehna
Is Shane Karam Ka
Kya Kehna
Dar Pe Jo Swaali Aate Hain
Ik Teri Kareemi
Ka Sadka
Ik Teri Kareemi
Ka Sadka
Vo Mann Ki Muraadein Pate Hain
Is Shane Karam Ka
Kya Kehna
.
Is Dar Ki Sakhavat
Kya Kahiye
Is Dar Ki Sakhavat
Kya Kahiye
.
Is Dar Ki Sakhavat
Kya Kahiye
Is Dar Ki Sakhavat
Kya Kahiye
Mushkil Ko Tu Asaan Bana Deta Hai
Mushkil Ko Tu Asaan Bana Deta Hai
Har Unchai Umeed Khila Deta Hai
Har Unchai Umeed Khila Deta Hai
Taqdeer Se Ho Jaye Jo Bhai Se Juda
Us Bhai Ko Bhai Se Mila Deta Hai
Shaane Karam Ka
Kya Kehna
Is Dar Ki Sakhavat
Kya Kahiye
Is Dar Ki Sakhavat
Kya Kahiye
Khali Na Gaya Mangta Koi
Khali Na Gaya Mangta Koi
Mohtaaz Yahan Jo Aate Hain
Mohtaaz Yahan Jo Aate Hain
Vo Jholiyan Bharke Jaate Hain
Mohtaaz Yahan Jo Aate Hain
Vo Jholiyan Bharke Jaate Hai
Is Shane Karam Ka
Kya Kehna
Is Shane Karam Ka
Kya Kehna
Is Shane Karam Ka
Shane Karam Kya Kehna
Is Shane Karam Ka
Shane Karam Kya Kehna
Is Shane Karam Ka
Shane Karam Kya Kehna
Kya Kehna
Kya Kehna
Is Shane Karam Ka
Kya Kehna
Is Shane Karam Ka
Kya Kehna

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Abhi Mujh Mein Kahin Lyrics

Abhi Mujh Mein Kahin – Ankush – Episode 15 – Indian Idol 10 (2018) – Video & Lyrics

Tera Yaar Hoon Main Lyrics

Tera Yaar Hoon Main – Kunal Pandit – Episode 15 – Indian Idol 10 (2018) – Video & Lyrics